5 step me call history lock Kare realme device
5 Step me call history lock Kare realme device me
Aaj aapko batayenge ki realme ke device me call history ko lock kaise Kare wah bhi 5 step aap apna call details massage ye sab ki protect kar sakte aap jante hai ki aaj ke dour me sab kisi ka Data on rahta hai or bahut sare aise application hai Jo ki aapke call history massage ko Scan karte rahte isi bachane ke liye ye lock bahut hi jaruri hai ise on kaise Kare niche dekh sakte hai,
Aapko apne Realme smart phone ke setting me Jana hoga or Uske bad aapko setting open hone ke bad aapko scroll down karke niche Aana hoga,
Uske bad aapko security me Jana hoga Uske bad aapko open karna hai,
Phir aapko security ka option open hone ke bad aapko protect personal information on options dikhega use aapko open karna hai,
Protect Personal information ko open Karne bad apko protect Call history protect contact protect massage ka option dikhega aapko ye sab dikhe to.
Aapko jab ye sab file dikhe to aap ye sab file ko eka eka kar krke sabko on karde isse aapko koi bhi application aapka data ya scan kar payega or nahi koi application me dikhega ye sabse see aapko security milegi only for realme device.
Agar aapko tech to Ravi ka ye post aachcha lage to aap apne dosto ke sath jarur sare Kare or comments kar jarur bataye thank you so much.