Aap jante hai ki Google chorme Browser N0-1 Browser hai Jo ki isme aapko Naye Features har dam dekhne ko milta hai jaisa ki aap dekh sakte hai Hal hi me Google chorme Browser me aapko dark mode ka option aaya huwa hai aapko is post aapko batayenge ki Dark mode ko kaise chalu (on) Kare Yani ki Night Mode kaise Enable and Chalu kaise karte hai Hindi me simple trick me,
Sabse pahle aapko Google play store me jakar Chorme Browser ko Update karna hoga Naye version ko Uske bad niche padh sakte hai,
Ab aapko Google search me aapko likhna hai Chorme://flags or search karna hai aapko new poup khulega.
Jab new poup khulega Aapko Jo cost me likha huwa hai use search karna hai ( Android web contents dark mode ) aapko Disable hoga usko aapko Enable karna hai or aapko niche Re luanch hoga uspe click karna hoga aapko Dark mode ka luft utha sakte hai.
Dark mode ke fayde kya hai
Dark mode options me aapko aap agar jyada smartphone use karte to isse aapko aapki eyes par parbhav nahi padega or aap aachcha se aap night me use kar payenge.
Tags
internet