Realme ke all Device me Virtual Key Hide Karna Sikhe - Aapka Swagat hamare blog tech to ravi me or aj aap logo batayenge aap apne koi bhi realme ke device me Color Os 6 and Android pie ke Sath hai or ume ek khas Key ko bhi joda gya hai Jise Virtual key kahte hai Wah Button hai jo aapko { Back Button, Recent Button, or Home Button Kahte hai Iss post me ye shari Button ko ek Sath Hide kaise kar payenge aapko iske bare me batayenge Aap niche Step by Step dekh Sakte hai,
Sabse Pahle Aapko apne Realme Smart Phone me Aapko Setting ke Option ko ko Open Karna hai,
Aapke Phone ke Setting Ka Option Jab Open Ho jaye to aapko Usme { Convenience Aid } ka opation Dikhega aapko use open karna hai jaisa ki Picture me dekh sakte hai,
Jab Aapke Phone { Convenience Aid } open hone ke bad aapko Navigation Keys ka option ko open karna hai,
Jab aapko Navigation Keys open hone ke bad aapko uske just niche { Virtual Keys Can Be Hidden } Ka option dikhega use aapko { ON } karna hai.
Uske bad aap de niche Navigation Keys Button ke bagal me dekh sakte hai ,
aap jab uss button ko Click kijiyega aapka jo Navigation Keys Button Hide ho jayega Jaisa ki Picuter me dekh sakte hai.
Agar aapko hamara Post Achcha lage to Share Kare Comment Kare Or Bell Icon Ko Jarur Dabaye.

Tags
Realme