Aaj aapko batayenge smart phone ka back up kaise le or apne smart phone ka battery ko kaise bachaye aaj kal lagbhag sab koi smartphone ka use karte hai usme agar hum application or ram ki bat kare to aap ko ek aisa trick batane wale hai jisse Apki battery ki bhi bachat hoga or aapki Data ka bhi bachat hoga yani bachat hi bachat ,
1-Sabse pahle aapko apne smartphone me jo setting hai use aap open kar dijiye uske bad aap ko additional setting ka option dikhega use aapko open karna hai
2- Ab aapko Additional settings open karne ke bad aapko scrolling karke niche ki taraf aana hai.
3- Scrolling karke niche aane par aapko Backup and reset ka options dikhai dega use aapko open karna hai.
4- ab aapko backup and reset ka options dikhai dega sabse uppar uspe aapko click katna hoga.
5- Backup and restore ka options pe click karne ke just niche aapko {CREATE NEW BACKUP} uspe click karke aapko Sab options pe tik lagana hai or backup le lena hai apne phone me.
Agar aapko ye post achha lage jarur
bataye comment box me bnataye
thanks for watching my blog.
smart phone ka back up kaise le
1-Sabse pahle aapko apne smartphone me jo setting hai use aap open kar dijiye uske bad aap ko additional setting ka option dikhega use aapko open karna hai
2- Ab aapko Additional settings open karne ke bad aapko scrolling karke niche ki taraf aana hai.
3- Scrolling karke niche aane par aapko Backup and reset ka options dikhai dega use aapko open karna hai.
4- ab aapko backup and reset ka options dikhai dega sabse uppar uspe aapko click katna hoga.
5- Backup and restore ka options pe click karne ke just niche aapko {CREATE NEW BACKUP} uspe click karke aapko Sab options pe tik lagana hai or backup le lena hai apne phone me.
Backup le smartphone ke yahan sikhe
Ab aap chahe to man lijiye aapko koi application ka abhi jaruri nahi to aapk usko uninstall kar dijiye ab aapko jab bhi aapko us application ka jaruri ho aap usko usi tarah jis tarh backup liye hai usi fir use restore kar lijiye or isse ye fayda hoga ki aapki data ki bachat hoga or battery ki bhi hoga mobile phone ka Ram bhi jyada use nahi hogaAgar aapko ye post achha lage jarur
bataye comment box me bnataye
thanks for watching my blog.