Realme phone me otg not working kya kare - Aaj ke iss post me Hum aapko ke batayenge agar aapke phone me Otg kam nahi kare to kaise on kare ya thik kare agar aap realme ka koi bhi realme X ho ya realme 2 pro realme 3 pro realme c1 c2 phone use karte honge jisme otg support hai to or nahi kam kare to kya kare aapko batayenge ek simple tricks me 2019-20 otg compatible smartphones list,
OTG ka upyog kisliye karte to aapko bata de ki otg se hum agar koi kam karte hai jaise bank , kyc ya other koi kam jisme fingrprints masine ka use hota hai to aapko ye otg ka upyog karna padta hai , Aapko otg se kam karne ke liye aapko Sabse pahle apne realme phone device ke SETTING ko open karna hai.

Setting open hone ke bad aap usko scrrol karke niche ki taraf aaye or phir aap uspe dkh sakte hai usme aapko [ Additional Setting ] ka option dikhega aapko uspe click karna hai aapko dusra page open hoga.
Jab aapka Additional setting open hone ke bad aapko usme sabse niche aane ke bad aapko OTG Connection ka option dikhega aapko use On kar dena hoga ab aapka device kam karne lagega or on hone ke bad aapko uska driver load kar lena hai or install kar lena hai aapka device kam karne lagega.
Agar aapko hamara post achcha lage to share kare comment kare or bell icon ko jarur dabaye.
Tags
Realme
Realme 5 Pro me otg nahi kam kar raha hai, developer on karke dubgging bhi on kiya but not supported to otg in realme 5 Pro
ReplyDelete