Realme ads kaise band kare new trick me - Aapka swagat hai hamare techtoravi Aaj ke post me hum aapko batayenge ki aap apne realme phone me ab dheere dhre compny aapne device me Ads lane wala hai jo ki bahut hi kam hai or bahut hi jaldi company dheere sabhi device me ads show hone wala jo ki bahut sad news hai lekin uske liye compny ye bhi bataye huye hai ki aap jo ads aapko dekhne ko milega usse aap kaise band karenge ye aapko one trick me batanyege to chaliye dekhte hai ads ko band karna sikhe new tricks,
![]() |
Add caption |
Realme ke device me ads kaise band kare one tricks
Sabse pahle aapko hum batayenge ki aap apne Realme Device me Ads ko Kaise band karenge bilkul hi simple trick me Aapka koi bhi Device ho jaise ki - Realme X50 5G, Realme X , Realme X2 , Realme X2PRO, Realme 2, 2 PRO , Realme 3, 3 PRO, C, C3 , U1, C2, Realme 5I, 5, 5S, Ye sabhi device me aap ye trick use kar sakte hai.
Realme Ads Kaise Band kare one trick me
Sabse pahle aapko Apne Mobile phone phone ke setting me jana hoga jo ki aapko realme device ke one page pe hi dikhne ko milega aapko use open karna hoga aap niche phone me dekh sakte hai,
Aap jab apne setting ko open karenge to aapko sabse scrrol karke niche ki taraf aana hai aapko Addinational ka option dikhega Aapko usse open karna hai jaisa ki niche picutre me hai.
Addinational setting ko jaise hio open kijiyega aapko Scorrl karke niche ki taraf aana hai aapko usme { GET RECOMMENDATIONS } Kka option dikhega aapko uspe click karna hai usme aapko us option ko ON kar dena hai Aapko uske bad Ads nahi dikhega .
Tags
Realme